Hum Ne Gulshan Ko Sajaya Thaa Gulistan Ki Tarah-
Tum Ne Gulshan Ko Banaya Hai Bayaban Ki Tarah
Apne Aap Hi Se Chhupa Rakkha Hai Meine Khud Ko
Aap Ko Shikayat Hai Ke Hum Aap Ke RuBaro Kyo Nahi Hote
Kisi Ki Galtiyon Ko Be Naqaab Na Karo
Khuda Baitha Hai Tum Hisaab Na Karo
Maut Bhi Kum Khoobsurat To Nahi Hoti Hogi
Jo Bhi Is Se Milta Hai Zindagi Chhor Deta Hai
Duur Tak Chhae The Badal Aur Kahin Saaya Na Tha
Is Tarah Barsat Ka Mausam Kabhi Aaya Na Tha
در
و دیوار پہ شکل سی بنائی ہے
پھر
یہ بارش مری تنہائی چرا نے آئی ہے
کیف
بھوپالی
दर-ओ-दीवार पे शक्लें सी बनाने आई
फिर ये बारिश मिरी तंहाई चुराने आई
- कैफ़ भोपाली
I skeched some shape on the door and wall
again this rain has come to steal my lonliness
میں چپ کراتا ہوں ہر لفظ امٹتی بارش کو
مگر یہ روز گئی بات چھوڑ دیتی ہے
گلزار
मैं चुप कराता हूँ हर शब उमडती बारिश को
मगर ये रोज़ गई बात छेड़ देती है
- गुलज़ार
I try to hush up this pouring rain
but everyday it leaves a past memory
No comments:
Post a Comment