Manzil se agay barh kar manzil talaash kar Mil jaye tujh ko darya to samandar talaash kar-Iqbal Poetry - Urdu and Hindi Shayari Blog

Header Ads Widget

Responsive Advertisement

Wednesday, January 3, 2024

Manzil se agay barh kar manzil talaash kar Mil jaye tujh ko darya to samandar talaash kar-Iqbal Poetry

 Manzil se Agay Barh Kar Manzil Talaash Kar
Mil Jaye Tujh Ko Darya To Samandar Talaash Kar


manzil se agay barh kar manzil talaash kar mil jaye tujh ko darya to samandar talaash kar


Manzil se agay barh kar manzil talaash kar
mil jaye tujh ko darya to samandar talaash kar

har sheesha toot jata hai pathar ki chout se
pathar hi toot jaye woh sheesha talaash kar

sajdon se tairay kya sun-hwa sadiyan guzar gayeen
duniya teri badal day woh sajda talaash kar

imaan tera Lut gaya rehzan ke hathon se
ayman tera bacha le woh rehbar talaash kar

hrshkhs jal raha hai adawat ki aag mein
is aag ko bhujade woh pani talaash kar

!! kere sawaar oont pay –apne ghulam ko
paidal hi khud chalay jo woh aaqa talaash kar 
allama Iqbal
Find the destination beyond the destination
If you are able to find a river then find the sea

Every glass is broken by the injury of stone
Find that glass that will break the stone

What happened to you with prostrations for centuries?
Find that prostration that transforms your life

Your faith has been robbed by the robber
Find that guide who may save your faith

Everyone is burning in the fire of enmity
Find that water that extinguishes this fire

Ride his slave on a camel
Find the master who walks on foot

Allama Iqbal


words meaning:
Aaqa-master
Gulam-slave
Rahzan-robber, looter
Adawat-enmity
Iman-faith


No comments:

Post a Comment