Khatir se ya lihaz se main
man to gaya
jhuthi qasam se aap ka
iman to gaya
dil leke muft kahate hain
kuch kam ka nahi
ulati shikayaten rahi
ehsaan to gaya
ab shay-e-raz-e-ishq go
zillaten hui
lekin use jata to diya, jan
to gaya
dekha hai butakade mein jo
ae shekh kuch na kuch
iman ke to ye hai ki iman
to gaya
darta hun dekh kar dil-e-
be-arazu ko main
sun-san ghar ye q na ho
mehaman to gaya
go namabar se khush na
hua par hazar shukr
mujh ko wo mere naam se
pehchan to gaya
hosh-o-havas-o-tab-o-
tavan “dag” ja chuke
ab hum bhi jane wale hain
saman to gaya
man to gaya
jhuthi qasam se aap ka
iman to gaya
dil leke muft kahate hain
kuch kam ka nahi
ulati shikayaten rahi
ehsaan to gaya
ab shay-e-raz-e-ishq go
zillaten hui
lekin use jata to diya, jan
to gaya
dekha hai butakade mein jo
ae shekh kuch na kuch
iman ke to ye hai ki iman
to gaya
darta hun dekh kar dil-e-
be-arazu ko main
sun-san ghar ye q na ho
mehaman to gaya
go namabar se khush na
hua par hazar shukr
mujh ko wo mere naam se
pehchan to gaya
hosh-o-havas-o-tab-o-
tavan “dag” ja chuke
ab hum bhi jane wale hain
saman to gaya

No comments:
Post a Comment