Iqbal Poetry in Urdu Text with Hindi and English and Transliteration - Urdu and Hindi Shayari Blog

Header Ads Widget

Responsive Advertisement

Wednesday, November 10, 2021

Iqbal Poetry in Urdu Text with Hindi and English and Transliteration

Khuda Ke Ashiq To Hain Hazaron, Banno Me Phire Hain Maare Maare

Mein Uss Ka Banda Bano Ga Jis Ko Khuda Ke Bandon Se Pyar Ho Ga

Khuda Ke Ashiq To Hain Hazaron, Banno Me Phire Hain Maare Maare Mein Uss Ka Banda Bano Ga Jis Ko Khuda Ke Bandon Se Pyar Ho Ga




Javed Nama

Javed Nama


In Ghuamon ka Ye Maslak Hai Ke Naqis Hai Kitab
Ke Sikhati Nahi Momin Ko Ghulami Ke Tareeq

allama iqbal poetry


Kabhi Dariya Se Mauj Ubhar Kar-
Kabhi Dariya Ke Seene Me Utar Kar
Kabhi Dariya Ke Sahil Se Guzar Kar
Muqaam Apni Khud Ka Faash Tar Kar
allama iqbal poetry in urdu text

⧪⧪


Khawar Jahan Mein Kabhi Ho Nahi Sakti Wo Qaum
Ishq Ho Jis Ka Jasoor, Faqr Ho Jis Ka Ghayoor

Khawar Jahan Mein Kabhi Ho Nahi Sakti Wo Qaum Ishq Ho Jis Ka Jasoor,


⧪⧪


Shikayat Hai Mujhe Ya Rab! Khudawan-e-Maktab Se
Sabaq Shaheen Bachchon Ke De Rahein Hain Kaak Bazi Ka
Allama Iqbal Motivational Poetry

⧪⧪


Azan To Hoti Hai Ab Magar Nahi Koi Moazzin Bilal Sa
Sar Basajda To Hain Momin Gar Nahi Koi Zohra Ke Lal Sa

Allama Iqbal Poetry in Urdu-Hindi-English

⧪⧪


Kiya Mein Ne Is Khaak Daan Se Kinara
Jahan Rizq Ka Naam Hai Aab-o-Daana
Bayan Baan Ki Khalwat Khush Aati Hai Mujh ko
Azl Se Hai Fitrat Meri Rahibana

Allama Iqbal Poetry

⧪⧪

Tar Ankhain To Ho Jati Hain, Per Kya Lazzat Iss Rone Mein

Jab Khoon-e-JIgar Ki Amaizish Se Ashak Pyazi Ban Na Saka

Allama Iqbal Motivational Poetry


⧪⧪

Nishan-e-Raah  Dikhate The Jo Sitaron Ko
Taras Gayeen Hain Kisi Mard Rah Daan Ke liye

Allama Iqbal Poetry

💢💢💢💢💢


Qaum Kya Cheez Hai-Qumon Ki Imamat Kya Hai
Is Ko Kya Samjhen Ye Bechare Do Rakat Ke Imam

Allama Iqbal Shayari

What is a nation, what is the leadership of nations?
These  poor Imams are failed to find the clue of it?

⧪⧪

Subh Azal Ye Mujh Se Kahan Gibreel Ne
Jo Aql Ka Gulam Ho, Wo Dil Na Kar Qubool
Allama Iqbal Poetry in Urdu Text

early in the morning, Gabriel gave a handy counsel on the creations 
He enjoined me not to accept a  heart enchained by mind of man like slave



Tere Sajde Tujhe Kahin Kaafir Na Karden Iqbal
Tu Jhukta Kahin Aur Hai Aur Sochta Kahin Aur Hai

Iqbal Poetry In Urdu Text

Lest your prostrations make you a disbeliever, Iqbal
You attention is somewhere else and thinking is somewhere else



Ishq Makan – Makeen, Ishq ZAman-o-Zameen
Ishq Sarapa Yaqeen aur Yaqeen Sarapa Ishq

Allama Iqbal shayari in Urdu Text



Qanaat Na Kar Aalam-e-Rang W Bo Par 
Chaman Aur Bhi Aashiyan Aur Bhi Hain

Allama Iqbal poetry in Urdu Text

Don’t be content with the world of color and smell
There are other gardens and other nests too. 



Teri Khudi Mein Agar Inquilab Paida Ho Jaye
Ajab Nahi Hai Ke Char Suu Badal Jaye

Iqbal Poetry in Urdu Text


Shauq Tera Agar Na Ho Meri Namaz ka Imam
Mera Qayam Bhi Hijab Mera Sajood Bhi Hijab


Iqbal Poetry in Urdu Text with Hindi and English Translation

If my prayer is not led by my longing for you
My standing and my prostrations would be nothing but veil upon my soul

Khird Ke Pass Khabar Ke Siwa Kuchh Aur Nahi
Tera ilaaj Nazar Ke Siwa Kuch Aur Nahi

 


The mind give you naught, but what with doubt is fraught:
One need to look of Pious Guide can needful cure provide.


No comments:

Post a Comment