Dil Chhoo Lene Wali Shayari: "Chashm Pur Nam Hai Aur Dil Khafa Hai Mera" 💔🥺🌅 - Urdu and Hindi Shayari Blog

Header Ads Widget

Responsive Advertisement

Friday, September 4, 2026

Dil Chhoo Lene Wali Shayari: "Chashm Pur Nam Hai Aur Dil Khafa Hai Mera" 💔🥺🌅

 

shayari


चश्म पुर नम है और दिल ख़फ़ा है मेरा
एक दूजे से हम हो रहे हैं जुदा
फिर न जाने मिलेंगे नहीं कुछ पता
वक़्त-ए-फ़ुरक़त अचानक है यूँ आ पड़ा
कितनी मग़मूम है आज बाद-ए-सबा
दोस्तों…

Chashm pur nam hai aur dil khafa hai mera
Ek dooje se hum ho rahe hain juda

Phir na jaane milenge nahi kuch pata
Waqt-e-furqat achanak hai yun aa pada
Kitni maghmoom hai aaj baad-e-saba

Dosto…

My eyes are tearful, and my heart is grieving
We are parting ways from one another

Who knows if we will ever meet again, no one can tell
This moment of separation has suddenly arrived
Even the morning breeze feels so sorrowful today
My friends…


#SadShayari #Poetry #Heartbreak #FarewellStatus #UrduPoetry #EmotionalLines #FBReels #ReelsViral #Shorts #LifeQuotes


No comments:

Post a Comment