Nahi Haal e Dehli Sunane ke Qabil Ye qissa hai rone rulane ke Qabil-Bahadur Shah Zafar - Urdu and Hindi Shayari Blog

Header Ads Widget

Responsive Advertisement

Friday, May 22, 2020

Nahi Haal e Dehli Sunane ke Qabil Ye qissa hai rone rulane ke Qabil-Bahadur Shah Zafar


نہیں حال دلی سنانے کے قابل

یہ قصہ ہے رونے رلانے کے قابل

اجاڑے لٹیروں نے وہ قصر اسکے

 جو تھے دیکھنے اور دکھانے کے قابل

نہ گھر ہے نہ در ہے رہا اک ظفر ہے

فقط حال دہلی سنانے کے قابل


नहीं हाल दिल्ली सुनाने के काबिल

ये क़िस्सा है रोने रुलाने के काबिल
उजड़े लुटेरों ने वह क़स्र इसके

जो थे देख्ने और दखाने के काबिल
न घर है, न दर है रहा एक ज़फर है

फ़क़त हाल-इ-दिल्ली सुनाने के काबिल

Nahi Haal e Dehli Sunane ke Qabil
Ye Qissa hai rone rulane ke Qabil
Ujade luteron ne wo Qasr is ke
Jo the dekhne aur dikhane ke Qabil
Na Ghar hai na dar hai raha ik Zafar hai
Faqat haal e Dehli sunane ke Qabil

The tale of Dilli not worthy of being recounted
its account is worth crying and lamenting
Raiders destroyed its remarkable places
which were worthy of being seen and praised
Neither home nor door is left 
Only Zafar left to tell the tale of Delhi

word meaning-
Qasr-place
lutera-Raider
Dar=Door

No comments:

Post a Comment